Botal Chupa dena

Botal Chupa dena kafan mein meri
Shamshan mein piya karunga

Jab mangega hisab khuda ;
To use bhi peg bana kar diya karunga...

..............................................

Khuda Se Maine Dua Mangi, Dua Mein Apni Maut Mangi,
Khuda Ne Kaha Maut To Tujhe Mein De Sakta Hoon,
Magar Uska Kya Karu Jisne Dua Mein Teri Lambi Umar Mangi?

..............................................

Kaash is dil ki awaz mein itna asar ho jaye,
Hum aapko yaad karein, aur aapko khabar ho jaye,

Khuda se maangte hai ki aap jise bhi chaho,
Woh zindagi ki raah mein apka humsafar ho jaye.

..............................................

Apne dard-E-dil ka hamdard hame hi paaogey,
In tanhaiyon mein saath hame hi paaogey,

Door hain tum say to kya huwa,
In dooriyon mein sabse kareeb hame hi
paaogey.

..............................................

0 comments:

Post a Comment